Kyon koi chah kar rishta bana nahi pata
Kyon leti hai zindagi aisi karwat
Ki koi chah kar bhi pyar jata nahi pata
************************************************
Iss shab ki sehar mein kuchh dushwari haipalkein hain khuli-ye raat aaj bhaari hai
aana aana kar ke bhi nahi aaye wo
aankhon mein hai nami-dil mein ajab bekarari hai
Wafayein bhul gaye wo shayad kisi gair ki khatir
luta jahaan apna-yeh shayad kismat hamaari hai
Hamney to unki har baat ka ehtraam kiya
ilzaam phir bhi ham par-ye to sarasar vadakhawari hai
Dard-e-dil, zakham-e-zigar hain sogatein pyar ki
aashiq chahe jaaye kahin, baazi har haal usney haari hai
************************************************
Tanhayion ka sathisunee raahon ka hamsfar
Andheri raaton main jab
saaye hi daraayenge mujhe
apne hi khayaalaat jab
aa aa kar satayenge mujhe
chiraag ik jalaane wala
Zindagi ke sannate main jab
naa sunega koi dard ki aawaz
mere maayus geeton pe jab
cheekh kar royega har saaz
do aansu bahane wala
mera koi hoga kabhi
hai yakin iss dil ko ab bhi
************************************************
Ai Khuda Aaj Ye Faisla KardeBahut Dukh Sahe Hai Maine
Bahot Muskil Lagta Hai Us se Duur Rehna
Judai Ke Safar Ko Kum Karde
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse
Utna Dur Mujhe Bhi Usse Kar De
************************************************
Pyar kiya tha dil ne par use bas iski saja miliKyu woh ruth kar chali gayi iski na koi wajah mili
Pyar chhin gaya humse jaise ho din mein kaali raat
Aur sahil pe hi doob gayi apni kashti kuch aisi hui barsaat
************************************************
Dariya wafao ka kabhi rukta nahiMohabbat me insaan kabhi jukta nahi
Hum chup hai kisi ki khushi ke liye
aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi
************************************************
Pyar kisi se jo karoge ruswai hi milegiWafa kar lo chahe jitni Bewafai hi milegi
Jitna marzi kisi ko apna bana lo
Jab ankh khulegi Tanhai hi milegi
************************************************
Khushi ke geet kyoun badnseeb ho gayeaap kyoun gairon ke itne kareeb ho gaye
mohabat ke sahaare hi sambhale the hum
bana ke fakir, kyoun kisi ki takdeer ho gaye

************************************************
Pyar ke naam se aaj nafrat to nahimohabbat se magar itni mohabat bhi nahi
hai wafaon se bhara dil
phir bhi garib ho gaye
Dil mein na sahi yaadon mein to rahenge
sapne tode magar khayalon main to rahenge
raaton ki bechaniyaan, aur ashq mere naseeb ho gaye
************************************************
Har shaam kabhi teri zulfon mein guzar hoti thihar shaam aa ke dekho mere dil pe kya guzarti hai
No comments:
Post a Comment