Friday, 29 May 2015

Bewaffa Shayri :: Sad,Hurt,Dard-Shayri Page 6

::Bewaffa Shayri :: Sad,Hurt,Dard-Shayri Page 6::

************************************************

Apse dil agar mila na hota
Aaj apse dil ko gilaa na hota
Apke dil me bhi wafaa hoti
To judaai ka koi silsila na hota

Jo palako me gam chhupaye hote hain
Wo zamaane ke sataaye hote hain
Jinko samjhaa sadaa se apnaa
Wahi apne ant me paraaye hote hain

Khushi mili ya gam humne kabhi chhupaye nahi
Unke gam me zindagi bhar hum kabhi muskuraye nahi
kaash wo sun paate gam bhari daastaan meri
Hum rok na sake aur wo laut kar kabhi aaye nahi

Dhool ko pairo ki parwaah na rahi
Saanse bhi jism ki sadaa na rahi
Mana ki dhadktaa hai dil unki yaad se
Par us dil me humaare liye wafaa na rahi

Teri meri soch me fark hai zalim
Warna aaj itna bura anjaam na hota
Duniya hume jhuk ke salaam karti
Agar Humara pyaar nakaam na hota

Jo rounga to palko pe nami reh jayegi
zindagi bas naam ki zindagi reh jayegi
ye nahi ki tum bin jee na paunga
haa magar zindgi mein ek kami reh jayegi

Labjo ne chhod diya hai
bayan karna hal-e-dil ka fasana
itne dhokhe khaye hai pyar mein
ki dil ne bhi chhod diya hai
dil mein kisi ko bsana

Rulana hi tha hame to kyo hasaya tha hame
bigadna tha hame to kyo banaya tha hame
bhool gaya tha dil todne ki aadat hai tumhe
ho gayi mujhse galti kyo hamdard banaya tha tumhe

Zindagi ki kitab ke kuch panne hote hai
kuch aapne hote hai kuch begane hote hai
pyar se sanvar jati hai zindgi
bas pyar se rishte nibhane hote hai

Mohabbat karnewalo ko diwana keh diya
Shamma pe jalnewalo ko parwana keh diya
Mohabbat ko dafnaya paththar ke niche
Aur logo ne uska naam Tajmahal rakh diya

Bewaffa Shayri :: Sad,Hurt,Dard-Shayri Page 5

::Bewaffa Shayri :: Sad,Hurt,Dard-Shayri Page 5::

************************************************

Kal tak ham apki jaan hua karte the
pata nahi kitni bar izhaar-e-mohabbat kiya karte the
aajkal pata nahi kya hua unhe ke baat cheet kuchh kam kiya karte hai
gaur se socha to pata chala
ke pehle ham unki zarurat hua karte hai

************************************************

Itna bhi na chaho kisi ko
ke apki chahat ka pata na chale
uski yaad me aap duniya chhod do
aur unhe apke jaane ki wajah ka pata na chale

************************************************

Dil ke tukde se
Awaaz aati thi kabhi
Bhari hui aankon se
Aansu aate the kabhi
Magar ab to khamosh hain barson se
Lagta hai Tumhari bewafai kubul ki maine dil se

************************************************

Bewafa se wafa ki to kya paya humne
Dhokha Fareb aur daga paya humne
Sachhai ka sila humko ye mila
Aakhir me khud ko thaga paya humne

************************************************

kisiki yaadon ne pagal bana rakha hai
kahin mar na jayein kafan silwa rakha hai
Dafnane se pahle DIL nikal lena
kahin wo dafan na ho jaye jise dil me basa rakha hai

************************************************

Dil kisi paagal ke haath me patthar ki jaisa
Aur kisi nadaan ke haath me aayine ki jaisaa hota hai
Phikar mat karo, pehle wala todne ke liye tayaar ho to
dusre wala tootne ke liye hameshaa tayaar hotaa hai

************************************************

Bujh gaye bhi to kya apne dil ke diye
Abhi na royenge hum roshni ke liye
Dil ka shisha jo tuta to gam kyu kare
Dard kai hai bus zindagi ke liye

************************************************

Tere liye chhod ke sab kuch tere ho gaye
muh phiraya aisa ki ham hi akele ho gaye
Har rat jag kar rote rahe, khud hi chup ho gaye
aap ne puchcha bhi na, aur kisi apne ki baho me kho gaye

************************************************

Khoon ke rishte har rishte se bade hote hai
Duniya jinhe jane woh nate anmol hote hai
Ham mar bhi jayen to samjhoge nahi kyoki
benam rishto ke koi anjam nahi hote hai

************************************************

Mere gareebi dil me mat raho
Mere kareebi kal me mat raho
jaha bhi ho is duniya me
hamesha tum salaamat raho