Monday, 20 April 2015

Sad Shayri Page 13

Sad Shayari

************************************************

Duniya To Hai Kaanton Ka Bichona Pyaare
Tum Hum Se Kabhi Hona Na Judaa Pyaare
Aao Mil Kar Dukh Ke Lamhe Kaaten
Ik Jashn Hai Sath Sath Rona Pyaare




************************************************

Rota Hun To Ahbaab Bura Maante Hain
Hansta Hun To Mujrim Mujhe GardanteHain
Har Haal Mai Aetiraaz Karne Waale
Nadaan Mere Halaat Kahan Jaante Hain…


************************************************

`
Jab Rooh Kisi Bojh Se Thak Jaati Hai
Ahsaas Ki Lo Aur Bhi Barh Jaati Hai
Mai Barhta Hun Zindagi Ki Janib Lekin
Zanjeer Si Paon Mai Chanak Jaati Hai..


************************************************

Iss dil ko kisi ki aahat ki aas rehti hai,
Nigaah kokisi soorat ki pyaas rehti hai,
Tere bina zindagi mein kami toh nahi,
Phir bhi tere bina zindagi udhaas rehti hai


************************************************

Unki tasveer ko seene se laga lete hain,
Iss tarah judai ka gham mitaa lete hain.
Kisi tarah zikar ho jaye unka,
To hanss kar bheegi palkein jhuka letehain.




************************************************

Bhool jana tha to phir apna banaya kiyon tha
Jhooti ulfat ka yaqin dilaya kiyon tha
Apni chahat ka yaqin dilaya kiyon tha
hooti manzil ka neshan banaya kiyon tha


************************************************

दर्द जितना है मेरी निगाहों मे , .
Na de khuda kisi ki raho me , .
बिताना चाहते थे जिंदगी जिनकी बांहों म ,
Shayad maut bhi na mil payegi unki panaaho me ...


************************************************

Kitni Shiddat Se Chaha Tha Meine Usko.
Agar Koi Dushman B Hota
Toh Sath Hota Umar Bhar.


************************************************

Dil Tod Kar Hamara Tumko Rahat B Na Milegi
Hamare Jaisi Tumko Chaht B Na Milegi.
Yu Itni Berukhi Na Dikhlaiye,
Hum Agar Ruthe To Hamari Aahat B Na Milegi.


************************************************

Ungliyaan??
Meri Wafa Par
Na Uthana Logo..!
JisSs Ko Shak Ho??
Wo Kabi Mujh Se,
Nibaah Kar Dekhy.!

************************************************

Sad Shayri Page 12

Sad Shayari

************************************************

Dheere dheere ashko ne behna shuru kiya
Dheere dheere dil ne aapke bin rehna shuru kiya
Dheere dheere hume khushiyon se doori ka hua ehsaas
Dheere dheere ab thamne ko hai apni har saans


************************************************

Apni Zindagi Se Kuch Pal De De Mujhe,
Aaj Na Sahi Too Apna Kal De De Mujhe,
Khushi De Ya Na De Marzee Teri,
Apna Dukh Aur Dard Tu Chal De De Mujhe.


************************************************

Gale Laga Ki Jo Sunate The Dil Ki Aahon Ko
Taras Raha Hun Unhin Ki Hasin Bahon Ko
Qadam Qadam Pe Wo Aankhen Bicha Bicha Dena
Zarur Yaad To Hoga Tumhari Rahon Ko
Duhai Hai Teri Ae Rahazan Duhai Hai
Ki Aj Lut Liya Rahabar Ne Rahon Ko
Mile Na Phir Tere Daman Mein Daag Un Ki 'Shamim'
Sharab-E-Nab Se Dhoya Hai Jin Ki Aahon Ko.


************************************************

Gham Ka Khazana Tera Bhi Hai Mera Bhi
Ye Nazarana Tera Bhi Hai Mera Bhi
Apne Gham Ko Geet Banake Ga Lena
Rag Purana Tera Bhi Hai Mera Bhi
Tu Mujhko Aur Main Tujh Ko Samjahaun Kya
Dil Divana Tera Bhi Hai Mera Bhi
Shahron Shahron Galiyon Jis Ka Charcha Hai
Wo Afsana Tera Bhi Hai Mera Bhi
Maikhane Ki Bat Na Kar Waiz Mujh Se
Aana Jana Tera Bhi Hai Mera Bhi.


************************************************

Meri Vadi Mein Wo Ik Din Yun Hi Aa Nikali Thi
Rang Aur Nur Ka Bahata Hua Dhara Ban Kar
Mahafil-E-Shauq Mein Ik Dhum Macha Di Us Ne
Khalvat-E-Dil Mein Rahi Anjuman-ara Ban Kar


************************************************

Shola-E-Ishq Sar-E-Arsh Ko Jab Chune Laga
Ud Gai Wo Mere Sine Se Sharara Ban Kar
Aur Ab Mere Tasavvur Ka Ufaq Roshan Hai
Wo Chamakati Hai Jahan Gham Ka Sitara Ban Kar.


************************************************

Koi Kisi K Dard Me Shamil Nahi Hai,
Har Ada Husn K Kabil Nahi Hai,
Sab Kuch Luta Kar Samajh Meaaya,
Yeh Duniya Pyar K Kabil Nahi Hai




************************************************

Teri Wafao Mai Sanam
Na Watan Ke Rahe Na Saffer Ke Rahe
Bikhri Lash Ke Itne Tukde Hue
Na Kafan Ke Rahe Na Dafan Ke Rahe.


************************************************

Main Kyun Karoon Mohabbat Kisi Se,
Main To Ghareeb Hoon
Log Bikte Hain Aur
Kharidna Mere Bas Mein Nahi.




************************************************

Ab to baarisho me bhi unhe hamari yaad nahi aati...
jo kabhi badlo k garazne se he humse lipat jaya karte the.

************************************************

Sad Shayri Page 11

Sad Shayari

************************************************

Meri maujudagi me wo puchhte hain mujhse kahan khoye huye ho tum
aur maine kaha nazre uthakar
ki jab tum hi yahan nahi ho
to kya karenge yahan rehke hum




************************************************

Woh roj humse milte hain khayalon ke aashiyaano mein
Woh roj humse bichhadte hain zindagi ki rahon mein
Hum khwab to dekhte hain har ek pal mohabbat ke
par tooot ke bikharte hain bus nafrat ki baahon mein


************************************************

Hothon pe unke siva koi naam nahi
peeta hun jaam lekin iska koi kaam nahi
hataun kaise aapko hamari yaadon se
wafa hone ka anjam maine pehle kabhi paya nahi




************************************************

Khwaishe thi subha ho aapki ek hasi ke sath
Dopeher ho aapki khushbu ke sath
Sham aye aapki muskurahat ke sath
Raat aye to aapki bahon ke sath
ab jab aap hi nahi hai hamare sath
to ji rahe hai hum maut ke sath


************************************************

Is bebas dil ki tanhai ko kaun jane
kaun samjhe is dil ki fariyaad ko
ab to intezaar hai us pal ka
jab ye dhadkane chahe ruk jane ko


************************************************

Aansuon ki likhawat ko tum padh na sakoge
Gile kagaz pe tum kuch likh na sakoge
Yaad aayegi tumko hamari ye baatein
Jab khokar tum hame paa na sakoge




************************************************

Itne Hasin Khwab Na Dikhao Mujhe
Khwabo Ko Ek din Toot Jana Hai
Mana Akhri Saans Tak To Main Sath Hu
Lekin Sanso Ko Bhi To Ek Din Rooth Jana Hai


************************************************

Teri yaad me jara ankhe bhigo lu
Udas raat ki tanhai me solu
Akele gum ka bojh ab sambhlta nai
Agar tu mil jaye to tujse lipat kar rolu


************************************************

Wafa Na Kar Pau To Naraz Mat Hona
Dilse Utar Jau To Naraz Mat Hona
Pyar Mera Saccha Hai Ek Din Dikhaunga
Maut Mohlat Na De To Naraz Mat Hona


************************************************

Dil ki khamoshi ko majboori na samajhna
Pyar nahi karta hai jaroori na samajhna
Pyar ke liye ruh ka saath he kaafi hai
Aur pyar badhta rahe iske liye jazbaat he kaafi hai


************************************************

Sad Shayari Page 10

Sad Shayari :: Love - Romantic :: gurmeetmann


Math rakhna phool meri kabar par
marne ke baad bhi mujhe ye dard dete hai
unko thi phoolo se itni mohabbat
ke wo hame kanto se guzarne ko kaha karte the
unki muskaan me hum lahoo se rang jate
Dard ko hum apne daman me chupa lete
waqt badalne ke sath na muskaan rahi na pyar
chand phoolo ke sath thukra gayi wo mera pyar


************************************************

Ae Khuda Aaj Ye Faisla Karde
Use Mera Ya Mujhe Uska Karde
Bahut Dukh Sahe He Maine
Koi Khushi Ab Toh Muqadar Karde
Bahut Mushkil Lagta Hai Usse Duur Rehna
Judai Ke Safar Ko Kam Karde
Jitna Door Chale Gaye Woh Mujhse
Use Utna Kareeb Karde
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam
To Khatam Kar Ye Zindagi Aur Mujhe Fanaa Karde


************************************************

Tainu Apna Humdard Pyara
Sanu Tera Dard Pyara
Tainu Tere Dostan Da Sahara
Sanu Tere Ghumaan Da Sahara
Dekhde Hain Taqdir Ki Lekh Likhdi Ae?
Ik Bedard Dil Te Ik Dardaan Da Maraaa


************************************************

Har Zakham Dil Te Mere Usda Hi Karzdar Reha
Har Gham Da Bus Main Hi Haqdar Reha
Fir V Yaad Teri Da Viaaj Is Dil Te Bar Bar Peya


************************************************

Aansoon Ko Aankhon Ki Dehleez Par Laya Na Karo
Apne Dil Ki Haalat Kisi Ko Bataaya Na Karo
Log Mutthi Bhar Namak Liye Ghooma Karte Hain
Apne Zakham Kisi Ko Dikhaaya Na Karo


************************************************

KEH CHUKE THE WO HAMSE APNE DIL KI BAAT
KARNA CHAHTE THE BAYAAN HAM APNA DIL-E-HALAT
CHALE GAYE WO OR BAND HUI MULAKAT
JANE KAISE KAB MILE WO CHHOOT GAYA JO SATH


************************************************

Har zakhm dil te mere usda hi karazdar reha
Har gum da bas mai hi hakdaar reha
Hanjuan ch ada kiti hai wafa di rakam
fir vi yaad teri da vyaaj is dil te bar bar peya


************************************************

Benaam musafir hoon benaam safar mera
kis rah nikal jaun kuch kah nahi sakta
Mil jayegi tahbeer mere khawaboon ki ek din
Ya khawab bikhar jayen kuch keh nahi sakta


************************************************

uski mohabbat se hum yun khafa na hote
pyar bhare dil ko yun saja na dete
usne bewafai ka kya sila dia hume
ki rote huye is dil ko abhi tak mana na sake


************************************************

Pyaar me hai dhoke hazaar
isliye na karna kabhi kisi se pyaar
agar karoge kabhi kisi se pyaar
to milenge bas dhoke hazaar